Bhagwat Katha Schedule
Katha Vyas : Shri Mridul Krishan Maharaj ji
--------------------------------------------------------------------------------------------------
1. Date : 28 AUGUST 2011 ---to-- 3 SEP. 2011
Location : Edementon
--------------------------------------------------------------------------------------------------
2. Date : 5 SEP. 2011 ---to-- 11 SEP. 2011
Location : Washigton
--------------------------------------------------------------------------------------------------
3. Date : 12 SEP. 2011 ---to-- 18 SEP. 2011
Location : HOUSTON
--------------------------------------------------------------------------------------------------
Katha Vyas : Shri Gaurav Krishan Maharaj जी
--------------------------------------------------------------------------------------------------
1. Date : 31 AUGUST 2011 ---to-- 6 SEP. 2011
Location : Jashpur, Maharashtra
-------------------------------------------------------------------------------------------------
2. Date : 8 SEP. 2011 ---to-- 14 SEP. 2011
Location : Jhansi , Uttar Pradesh
--------------------------------------------------------------------------------------------------
3. Date : 16 SEP. 2011 ---to-- 22 SEP. 2011
Location : NAWADA, BIHAR
--------------------------------------------------------------------------------------------------
अप सभी भक्तो को बहुत बहुत बधाई आखिर कार किशोरी जी ने हम सभी भक्तो के लिए कथा रूपी अमृत का इंतजाम कर ही दिया.. अऊ सभी भक्त मिल के इस अमिरत रूपी सरोवर में गोता लगाये.. राधे राधे
RADHE ---RADHE--RADHE--RADHE--RADHE--RADHE--RADHE--RADHE
Radhe Radhe
ReplyDeletePujya Maharajji ki katha Maharashtra mein kahaan par ho rahi hai?
abhi iske bare me koi information nahi hai, agar milti hai to apko jald se jald batate hai.
ReplyDeletesadar naman bahut bahut badhai aap sabhi hari bhakto ko
ReplyDeleteApko bhi bhi bhut badhai.. bhgwat katha amrit milta rahe or kya chahiye jivan me..
ReplyDeleteRadhe Radhe..
sayad thkur ji ne iss amrit se banchit kar diya hame
ReplyDeletebihari ji ki mehfil ko bihari ji sajate hai aur jnhe bihari ji katha mai bulate hai wo hi katha mai aate hai
aur iss amrit se banchit kar diya gaya hame
BIHARI JI KI MEHFIL BIHARI JI SZATE HAI AUR WO HI KATHA MAI AATE HAI JINE MERE BANE BIHARI JI BULATE HAI MERE PUJYA GURU DEVJI KO MRA SAT SAT NAMAN
ReplyDeleteBIHARI JI KI MEHFIL KO BIHARI JI HI SAZATE HAI AUR WO HI KATA MAI AATE HAI JINE MERE BANKE BIHARI JI BULATE HAI........MERE PUJYA GURU DEV JI KE SHRI CHARNO MAI MERA SAT SAT NAMAN
ReplyDeleteBIHARI JI KI MEHFIL KO BIHARI JI HI SAZATE HAI AUR WO HI KATA MAI AATE HAI JINE MERE BANKE BIHARI JI BULATE HAI........MERE PUJYA GURU DEV JI KE SHRI CHARNO MAI MERA SAT SAT NAMAN
ReplyDeleteRAdhe Radhe.
ReplyDeleteabhi koi suchna nhi hai teliast ki...agr hogi to ap tk jarur phochaye jayegi..Radhe Radhe...
bhai plz yeh batado ki hum guru ji ki katha t.v par par kab dekh paynge plz .... rply me faster at my email id - ashishmayurchauhan@gmail.com
ReplyDeletemein apka blog islye roj check karta ho ki aap katha schedule update karte ho par t.v par bahut din mene katha nahi suni hai ...so plz jaldi bata dijiye...mere kan taras rahe hain katha sun ne ke liye
or aap jo kaam kar rahe bhagwaan kare ki aapka ka har kaam safal ho..
ReplyDeleteRadhe Radhe...
ReplyDeletei Mailed u check it plzz
maharaj ji ki kayha ka seedha prasaran sanskar ya aastha chanel me kab ho rahi hai...
ReplyDeletemaharaj ji ki katha ka prasaran sanskar ya aastha chanel me kab ho rahi hai
ReplyDeleteab maharaj shri ji ki kisi bhi katha ka seedha prasaran sanskar ya astha par nahi hoga ab veh kewal adhyatm tv par ayega.
ReplyDeleteplz anyone tell ki gurugji ki live katha hame sanskar ya aastha channel par kab sunne ko milegi kyuki hamare yaha adhyatm channel nahi aata hai and we r waiting for katha at t.v.
ReplyDeletejai jai shri radhe
plz radha rani kripa karke hame katha sunva digiye. we r waiting since very long period.
ReplyDeleteshri radhe itni kripa tumhari hampe ho jaye kisi ka naam lu juba par tumhara naam aaye.
shri radhe jai radheshyam
bhakti shrivastava

pujya gaurav krishan ji ki katha gwalior mein kaha ho rahi hai plz tell us very soon.
ReplyDeletejai jai shri radhe
Radhe Radhe...
ReplyDeleteThatipur me,sureh nagar me...
full adres dalne ke liye plzz kal ki post pade..
Radhe Radhe..
hame abhi ful address nahi mila hai plz aap ise again post kar digiye. thatipur mein suresh nagar ki location thoda clear bata digiye.
ReplyDeleteradhe krishna
Radhe Radhe..
ReplyDeleteap blog ka first article cheak kar lijiye sab clear ho jayega,fir bhi apko yahi beta dunga...
Location- Suresh nagar,tukoniya park ke pas,shiv mandir,tathipur,gwalior (M.P)..
raadhy raadhy guru g i m from pakistan.mai ap ki kath kaa live telecost sanskar channel per kab ho ga yee jan na chataa hn.
ReplyDeleteab sanskar ki wait chodiye or videocan legawa lijey number ap net ya just dail se phone ker ke bhi le sekte he?
DeleteRadhe Radhe...
ReplyDeletesachi dil se bahut khushi huii .. ap itne dur rhe kar bhi katha sunte hai.. ap bahut kirpa hai Bhakt ji..
katha sanskar ya astha pe ab nhi ayegi.. keval adhytam tv pe ati hai ap ye channel internet ke dwara bhi dekh sakte hai visit kariye..
http://www.adhyatmtv.com/
नरसी ने देखा तुम्हे, करमा ने देखा
ReplyDeleteपाण्डवों के संग तुम्हे, किसने नहीं देखा
क्या थे वो सारे भक्त तुम्हारे ?
तर गए बिन भक्ति के दुष्ट भी सारे
प्यास दरस की तेरी बुझे ना बुझाए...
कान्हा तेरे दर्शन को मन ललचाए
सुदामा की खातिर, ताज छोड भागे
प्रीत में छिलके भी, प्रिय तोहे लागे
काम नहीं छोटा कोई, जग को बताया
जग को चलाने वाले, रथ को चलाया
यज्ञ में झूठी पत्तल कान्हा खुद उठाए...
कान्हा तेरे दर्शन को मन ललचाए
तेरे सिवा कौन मोहे तुमसे मिलाए...
कान्हा तेरे दर्शन को मन ललचाए
राधे राधे
Write a comment...
This comment has been removed by the author.
ReplyDeletePaani Se Tasvir Kahan Banti Hai,
ReplyDeleteKhwabo Se Takdir Kahan Banti Hai,
Radha-rani Ko Chaho Sacche Dil Se,
Knunki Yeh Zindagi Phir Kahan Milti Ha..jai gorav goswami ji....