This is the latest album that is realeased by Guru Ji.
I am uploading this most beautiful song.........just listen this song "KISORI KUCH AISA ITJAM HO JAYE",
This is only demo version to listen full song buy this Original CD from your nearest shop, it is available on almost all leading music shop for
Rs. 30 - Rs. 35 only.
Click here to Download
For Latest Update,upcoming program n some more information about guru ji click on below link
http://mridulkrishna.blogspot.in/
For Latest Update,upcoming program n some more information about guru ji click on below link
http://mridulkrishna.blogspot.in/
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteI ALWAYS LIKE MRIDUL RASDHARA I HAVE DOWNLOADED IN MP3 FORMET BUT REQUEST YOU TO KINDLY PROVIDE ME IN VIDEO FORMET.
ReplyDeleteREGARDS
hi nice site mann..i wud be now visiting again n again....
ReplyDeletekeep up the good work..can u find me a song of gaurav ji... " rangilo rang daar giyo rii"" being aired on aastha ....
Radehe Radhe
ReplyDeleteKISORI KUCH AISA ITJAM HO JAYE", this is a superb song. is song ko sunker aisa lagta hai jise sare dukh dur ho gaye hain or sirf radha rani k name ke sath jhumne or nachne ke leye pair apne aap uth jate hai main guru ji ka tahe dil se shukreya ada karna chahte hun ke unhone apne madhur awaz main main hume ek or new bhajan deya jisne ke hum radha rani ke or karib ho jaye thanks
shri radhe radhe
ReplyDelete"KISHORI KUCH AISA INTJAM HO JAYE",this is a very intresting bhajan. pehali bar meine aap ki katha me suna tha tab se me roj
sunta hu or gata bhi hu.Me "shri radhe radhe radhe barsane wali radhe"bhi sunta or gungunata hu
or kuch palo keliye "radhekrishna"
me khojata hu.muje aap ki katha or bhajan, kirtan suna bohat achhaa lagta hai.I realy thankful to "garav krishnaji maharajshri".
aap esitrha new bhajan, kirtan
gate rahiye hame sunate rahiye,
mujese anant bhakt radhe rani ki krupa se nihal hote rahege.
i like that song very much, always m sing that song "Shri radhe radhe radhe barsane wali radhe ......."
ReplyDeletei like u r both albums very much
ReplyDeleteJai Shri Radhe Radhe,
ReplyDeleteShradheye shri guruji ke charno mai mera sadar naman and guruji ke janmdivas ki shub-kabnai.
RK Borasi,Indore
.................................................infinetly super kuch bhi kana kam hai
ReplyDeleteMain aapka bahut bahut dhanyawad karna chahta hu visheshkar "Kishori Kuch Aisa Intezam Ho Jaye" Bhajan ke liye.... Sach ye apne ap mein ek complete bhajan hai, jise sunte hi bus mann KHUSH ho jata hai...
ReplyDeletejai jai shri radhe
ReplyDeleteguruji ko mera sadar pranam.
tv.par haryali teej ka aur bihariji ke jhulan utsav ka drashan kiya jo itna pyara laga ki nazar hatane ka maan hi nahi kar raha tha.aapka dil se shukriya ada karna chathi huo ki aapne hume ghar bhate hi bihariji ki jhanki ke dharshan karye.
jai bihariji ki.
Renu..
ReplyDeletejai shri Radhe...
as Guruji said,"HUME HI MAANGNE KA SALIKA NAHI AATA,,WARNA TERE DAR SE KOI KHALI NAHI JATA"..
bus prabhu ki Bhakti mil jaye,,,beda paar ho jaye...
Radhe -Radhe....
ReplyDeleteRAdhe-krishna...
ReplyDeletejai jai shri radhe.
ReplyDeletebade gurui aur chote guruji ke charno me mera shat shat naman.guruji apko meri aur se janamashtmi ki bhout bhout badhi.
jai bihari ji kiiiiiiiii.
RADHE RADHE
ReplyDelete"KISHORI KUCH AISA INTJAM HO JAYE"bhout hi pyara bhajan hai.mai is bhajan ko daily sunti hoo.is bhajan ko sunkar aisa lagta hai ki mai vrindavan mai radha rani ke charno me he bhate hoo.
"shri radhe meri swamini mai radhe joo ko das.janam janam mohe diyego shri vrindavan ko vas."
jai jai shri radhe.
Jai Sri radhe govind!
ReplyDeletethis site for me is a blessing it is like a tirsty person in desert gets some water. i m grateful to the person who has created this blog! there is one request to all if ne 1 has gopi geet audio file pls post it on or give some link to it so that we all can download. while surfing thru this blog i hav seen many others 2 wanted gopigeet,if someone finds it we wud all b grateful
radhey radhey
ReplyDeletekishori kuch aisa intjam ho jaye
ki ta umr virandavan me gujer jaye
kishori kuch aisa intjam ho jaye is a most intersting song iske liye mai guruji ka tahe dil se shukriya ada kerna chata hu , hamari shivpuri nagari mai padhrane per guruji ko bahu bahut dhanyabad dena chata hu ............
ReplyDeleteRadha rani ke sare geet aur bhajan mujhe bahut hi pyare lagate hain. Sunkar mere shareer mein ek nayapan ek aatmvishwas sa aa jata hai. swami ji aapne jo humein radhey radhey radhey barsane wali radhey, radhey albely sarkar aur ab kishori kuch aisa intzam ho jaye jaise antarman ko trapt kar dene wale geeton ki rachna ki hai. aise swamiji ke shri charno mein main natmastak hoon.
ReplyDeleteshri radhey radhey
Jai Shri radhe radhe.
ReplyDeleteGuruji ke shri charno mein mera pranam.
Guruji meine shri radhey radhey radhey barsane wali radhey aur radhey albeli sarkar ek travel agency ki kar mein suna. Us Samay Main bharat ke 5th dhaam 'Agroha Dhaam' ke Darshan Ke Liye Ja Raha Tha Jahan Par Rameshwaram Dhaam Ki Sthapna Ki Ja Rahi Thi.
Vahan se Lautne ke baad Maine es Bhajan Aas Pass ke sabhi Areas mein Khaoja. Delhi mein Kai Shops par Gaya Lekin har Jagah Mujhe Nirasha hi Mili. Phir Holi par main Apne Mama Ji ke Yahan par Unke Gulal Lagane Gaya. radha rani ki Kripa se Us samay wahan par yahee Bhajan Chal Raha Tha. Main Bahajan Dekhkar Bahut Khush Hua kyonki Esse Pehle Maine sirf Yeh Suna tha.
Guruji Aapse Meri Vinti hai ki aap apni agli Aulbum ke Bare Mein Mujhe Suchit Karwa Dein.
ek Baat to kahna bhool hi gaya main aapke sabhi karya Kram Dekhna Chahta hoon.
Ant mein meri yahi Binti hai ki mujh nadaan Balak ko apna sneh Ashish de.
Jai Shri Radha Rani Ki.
JAI SHREE RADHE,
ReplyDeleteJAI NITAI,
KISHORI KUCH AISA INTJAM HO JAYEN, IS A FANSTASTIC SONGS, IT HAS WRITTEN SO BEAUTIFULLY AND SUNG SO ENCHANTICALLY BY MAHARAJ JI, THAT EVEN THE POOREST AND DIMEST OF SOULD LIKE ME, GETS INTOXICATED BY IT.
MY SEVERAL DANDAVATS TO MAHARAJ JI, AND ALL THE BHAKTAS.
jai Shri Radhe!
ReplyDeletethe bhajan is really awesome! But the link provided for the download is not a good one... The quality of the bhajan's not good...
ReplyDeleteI can't find this bhajan anywhere on net...
Please provide an alternate link...
i m very exited for this album.i always like gauravji songs& i most like this album.so please post a sweet bhajan.
ReplyDelete......................jai shri radhe
sweet bhajan maja aa gaya
ReplyDeletenamastey...i daily hear his songs...nasik mein katha thi woh maine attend ki thi...i always visit mathura...vrindavan.mujhe aapka radhe radhe barsanewali radhe...aur kishoriji... bahut acche lage...plz humare liye aise he gaate rahena....radhe radhe
ReplyDeleteradhey radhey can any one provide me the lyrics of this bajahan
ReplyDeleteShri Mradul shastri ji aapko mera sat sat pranam.Jab tak aap jaise radha rani aur krishan ji ke bakh ragenge tab tak dunia surakshit hai.
ReplyDeleteFrom
Jitendra Rawat and Atul Tiwari
Main is bhajan ko dil se sunta hoo aur isme kho jane lagta ho
ReplyDeletejai shri krishna
ReplyDeleteShri Mridul shastri ji mera aur meri pariwar ki tarf se apko sat sat pranam
jai jai shri radhe guruji ko mera pranam ....
ReplyDeleteafter searching a lot for this song "kishori kuch aisa intezam ho jaye" on different websites,finally i got dis song here.i searched it for continuously 5 days.and dere is no need to mention here y a person spend dis ample of time.its an ultimate song in itself.song can b a wrong word here ,actually it s a bhajan and its best bahajn i ever heared.
ReplyDeleteafter searching a lot for this song "kishori kuch aisa intezam ho jaye" on different websites,finally i got dis song here.i searched it for continuously 5 days.and dere is no need to mention here y a person spend dis ample of time.its an ultimate song in itself.song can b a wrong word here ,actually it s a bhajan and its best bahajn i ever heared.
ReplyDeleteJAI SHREE RADHA KRISHNA
ReplyDeleteJAI SHREE BANKEBIHARI JI
JAI SHREE SNEHBIHARI JI......
MERA KOTI KOTI NAMAN.....
Gaurav ji apne Bhajan me jo wordings use karte hai unko mai apni wordings me explain nhi kr skti ...... mai jab bhi vrindavan aati hu to bs apke hi new album ka wait karti hu..... really aisa lagta hai ki RADHA MA bs mil gai, mai explain nhi kr skti hu ki mujhe apke bhajan sunkra kitni khushi hoti hai..... really
JAI SHREE RADHE-RADHE....
JAI SHREE RADHA KRISHNA
ReplyDeleteJAI SHREE BANKEBIHARI JI
JAI SHREE SNEHBIHARI JI......
MERA KOTI KOTI NAMAN.....
Gaurav ji apne Bhajan me jo wordings use karte hai unko mai apni wordings me explain nhi kr skti ...... mai jab bhi vrindavan aati hu to bs apke hi new album ka wait karti hu..... really aisa lagta hai ki RADHA MA bs mil gai, mai explain nhi kr skti hu ki mujhe apke bhajan sunkra kitni khushi hoti hai..... really
JAI SHREE RADHE-RADHE....
DURGESH GUPTA / NANDINI GUPTA
FROM JHINJHAK KANPUR (D)
Jai Shri Radhe!
ReplyDeleteGauravji has an official channel on youtube (www.youtube.com/user/ShriSnehBihariji) that is updated regularly with new bhajans, kathas, and info of his current kathas as well as a facebook page under "sri gaurav krishna goswami maharaj"...all queries can be sent to their official website (www.mridulvrindaban.com) or email shrisnehbihariji@gmail.com.
Jai Shri Haridas!
This comment has been removed by the author.
ReplyDeletejai jai shri radhe its my favorite song with part mein toh aayi vrindavan dham kishore ju ke charno mein.
ReplyDeletecheck this site for free bhajans download
jai ho bankebihari ji ki
Its a very good site and your work is wonderful.
ReplyDeleteand KISORI KUCH AISA ITJAM HO JAYE is so heart touching.
God Bless!!
jai jai shree radhe.aur mai kuch kahne layak apne ko nahi samjhta,jai jai shree radhe...................................................
ReplyDeleteshri radhe
ReplyDeleteapne deewana bna diya diya banke bihari ka aur apna b gurudev apka bauht dhanyavad aankhein kholne k liye
ReplyDeleteI Never Forget u ...u changed my Life U r in my Breeths ....u r in My eyes & u r my all in all of the life.......I m in Love my Bankey Bihari ji & him Lover shree gaurav ji .....!!!
ReplyDeletei m wanting to u My sweet Heart Shree gaurav ji...!!!
It is a golden dream of my life when i will meet to U....!!!
Kishori Kuch aisa Intzaam ho jaaye .....Is life mai Kanhaya ji se nahi to unke daso ke das Shree gaurav ji se ek mulakaat ho jaaye......us haseen pal ko laga ke seene se jee lange ......yaad mai unki mar mar kar kai juanam shree vrandavan mai unke ghar ke saamne le lange.....bas itni krapa ho unki hum pe hoi jaye kisi ka naam lu juba pe naam gaurav ji ka aaye....yaad mai uni meri subah shaam ho jaaye....kabhi naa kabhi to milenge hame kaaash meri ye aash puri ho jaaye....!!!
ReplyDeleteIt's a marvellous song by guruji.I was very excited when i first listened this song.RADHEY RADHEY.
ReplyDeleteMeri kishori Radhe is my favourite bhajan
ReplyDeleteit changed my life
a great thanx to guru ji
and a great salute to Gaurav Krishna Swami ....
jai shri krishna.........main kya kahu........jo kehna tha vo to sab keh chuke hae hai.bs aap hme kishori ji ke kareeb jane ke liye or bhajan dijiye......bs meri yhi aarzoo hai.....jai shri krishna.maine bs guru ji ko dekha hai......apko nhi dekha hai.........dekhna chahte hai....kaise hai vo jinki....awaj ne mujhe koi film song sunne na diya.mai bhajan bahut sunti hun..........mujhe bhajan sunna bahut pasand hai...........kabhi hmare bareilly me aaiye......aapka bhut bahut upkaar hoga humpe...........payelagu........jai shri radhay.........
ReplyDeletei always like mridul gaurav sashtriji. please arrange an audio format for me so that i'll be able to download & listen tht song
ReplyDeleteparam pujay goswamiji maharaj
ReplyDeletecharan sparsh
apke shri charno ki raj apne mathe per lagana chahta hu,pata nahi radha rani kab kripa karangi,
gurudev apka ye bhajan hamko bahut payara lagta hai is bhajan ko aap har katha me sunaya kijiye.
apke shri charno me koti koti pranam
jai sri radhe....mjhe sri gaurav ji ka use kiya hua wording bahut pasand aata h.or jb jb mai unka gaya hua bhajan sunta hu tb tb lagta h ki mai jald se jald vrindavan chala aau....jai radhe...
ReplyDeletepranaam guru ji ,,what a supereb song u hav sung ,,bhot acha hai ye ise sunkar dil ek dum khush ho jata he jaise ki hum log vrindavan me hi pahouch gye ho ,,jai shree radhey,,,:)
ReplyDeleteKishori kuch aaisa intjam ho jaye juban pe radha radha radha naam ho jaye... ye bhajan bahut hi sunder wording se bara hua hai, man prasan ho jata hai or bar bar isko gane or sunne ka man hota hai.
ReplyDeletecan anyone please send me the link of bhajan "kishori kuch aisa intezaam ho jaye " at this email id sp10thfail@gmail.com......i will be highly thamkful to him.
ReplyDeleteshardhe shri guruji ke charno mai mera sadar paranam aur radhe radhe, mujhe adhayatma chennel kaise aaiga please batai
ReplyDeletejai shri radhe radhe
rkborasi
Radhe Radhe....
ReplyDeleteap sabhi bhakto se nivedan hai ki kirpa kar ke is blog ke naye article or naye update deke or jankari le..
visit http://mridulkrishna.blogspot.com
Radhe RAdhe..
ReplyDeleteadhyatm tv dekhne ke liya ap apne cable operator se bat kare.. agr wo mena karte hai to ap on net bhi bhi dekh sakte hai.. uske liye just on http://www.adhyatmtv.com/
Radhe Radhe...
Jai Jai Shree Radhey... Radhey Sada Mujh Par Rehmat ki Nazar Rakhna.Main Dass Tumhara Hu Itni toh Khabar Rakhna..Jai Shree Krishna.
ReplyDeletei want lyrics of this bhajan...
ReplyDeleteANYONE TELL ME !! HOW CAN I DOWNLOAD KISHORI SHRI RADHEY MP3 SONGH
ReplyDeleteDEAR ALL,
ReplyDeleteJAI SHRI RAHDHEY SHYAM
APP SABHI KOMERI TARAF SE RADHEY RADHEY
KRISHAN VEER ( DELHI )
jai shree radhe rahe
ReplyDeletei love to hear bhajan of shree gaurav shradhey maharaj,i have download so many song of him..but ma favorite one is "Hamaro dhan radha shree radha"
awesome song..
AKHIL GHURSARIA (DELHI)
RADHE RADHE
ReplyDeleteETNA TO KRNA SWAMI JB PRAN TAN SE NIKLE, SRI RADHA RANI JI KA NAAM LEKE TB PRAN TAN SE NIKLE................
gjgat
ReplyDeleteunable to download this bhajan,it shows another link to download after that another one, pls suguest...
ReplyDeleteHamari Pyari ka naam Shri Radhe.........shyama payari ka naam shri Radhe............radhe radhe........
ReplyDeleteSriradhe..
ReplyDeleteBas kuch nahi chahiye shriji ke charno mei jagah chahiye, Shriji ka Bhajan karta rahoon.shrji ka samran karta rahoon. yehi hai shriji se dua ki unke charano mei apne pran chod sakon. JAI SHRI RADHEY.
ReplyDelete